कुछ इशारे जिनसे जाने लड़की आपको प्यार करती है कि नहीं

 Doston aapka phir se mere is blog me swagat hai 


Aaj mai aapko ladkiyon ki aisi 5 harkate batane ja rha hu jisse aap Jaan payenge ki ladki aapko pyar karti hai ki nahi 


1) ye sabse jaankar tarika hai jisse aap Jaan sakte hai ki ladki aapko kitna pyar karti hai

Aapko dekhkar Sharma Jana , ya aapko dekhkar halke se hasna jo ladki aapse pyar karti hogi vo ye signal aapko jarur degi


2) aapki ankho me ankhe daalkar baat karna ye bhi ek jaankar tarika hai agar ladki aapse eye contact karke baat karti hai to samajh jao ki vo aapse pyar karti hai 


3) aapko dekhkar apne baalon se khelna bahut saari ladkiya apne boyfriend ko dekhkar apne balon se khelne lagti hain


4) aapke saamne saj dhaj ke aana Jo ladki aapse pyaar karegi vo aapke saamne Sundar dikhne ka prayash karegi agar koi ladki aapne saamne aise aaye to samajh lena vo aapko like karti hai

5) Bina baat ke aapko chhune ka prayash karna Jo ladki aapse pyar karti hogi vo aapka haat ya kandhe par apna haath rakhne ka prayash karegi 

Mai asha karta hu ki aapko meri ye jankari pasand aayi hogi thankyou 

Comments